100 baar SubhanAllaah Kehne ki Fazeelat
DAILY HADEES-E-PAK 🍂🍃ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ 🍂🍃 السَّلاَمُ عَلَيكُم وَرَحمَةُ اللّٰهِ وَبَرَكَاتُهُ ☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆ ✦ 100 baar SubhanAllaah Kehne ki Fazeelat ------------------ ✦ Rasool-Allah Sall-Alahu Alaihe wasallam ne farmaya jo shakhsh 100 baar SubhanAllah kahey to uske liye 1000 nekiyan likhi jayegi aur 1000 gunah mita diye jayange Sahih Muslim , Jild 6, 6852 --------- ✦ Request: Jo bhi ye Hadith padhe wo abhi 100 baar subhanAllah jarur parh le, in ShaAllah Qayamat ke din ye sawab bahut kaam aayega, Shaitan aapko rokne ki koshish karega lekin aap abhi hi padh lijiyega Jazakallahu Khair --------- رسول الله صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا جو شخص سُبْحَانَ اللَّه سو مرتبہ پڑھتا ہے اس کے لئے ہزار نیکیاں لکھی جاتی ہیں اور اس کے ہزار گناہ مٹا دیئے جاینگے صحیح مسلم جلد ٦، ٦٨٥٢ --------- ✦ रसूल अल्लाह सलअल्लाहू अलैहि वसल्लम ने फरमाया जो शख्स 100 बार सुबहानअल्लाह कहे तो उ...